
Na tum Muskurate
na yeh baat hoti
Ek muskuraat ne sab kuch badaldiya
Halaki jab unhe pahile baar dekha tha tab muskurayi nahi thi
Undino hume dekh kar kon muskura sakta tha...?
Kya din tha wo?
Coll ka pahila din tha our wo sab ke naam sunwa rahi thi...
hum to unhe dekhte he reh gaye..
Tab se unhe chah ne lage...
Kya din tha wo....!!!!
No comments:
Post a Comment