Wednesday, May 2, 2012

Gulaab ki khushbo me teri yaad aati hai...

Koi dekhe janam-patri to teri yaad aati hai...
Koi gaata, gayatri to teri yaad aati hai...
Sujhaye maa koi muhurat, to teri yaad aati hai..
hase agar buddh ki moorat, to teri yaad aati hai..
agar mousam ho mannbhavan , to teri yaad aati hai...
Har ek khone, har ek paane me teri yaad aati hai...
Namak aakhon me ghuljaane me teri yaad aati hai....
Tuzhe kya maalum kali ke "khilne" me kya hai...
Gulaab ki khushbo me teri yaad aati hai... 

No comments:

Post a Comment